shukriya Malik

Malik Aap Ka
Shukriya 
Aap nay mujh ko
Ye sub kutch diya.
Shukriya, kay mujh ko 
Jahan rakha,
main tou kahin bhi 
na hota
Agar AAp nay maiyra
na Socha hota.

main nay Aap ko 
kiya diya
Aap kay ahsaanat 
Kay sath 
Mainay kiya ki ya?

Comments