ye ja
wo ja
guzra aik lumha
aur ye hee
main bhi tha
aik bhoola naghma.
aur tu hay kiya
pani ki aik bond ki tarhan
bayh jayay ga itna na itra
dil may Allah ka durr tou laa
zindagi tairi hay kiya
tu apni soch may hee dooba raha
jubkay ye zindagi thee aik doosra mouqa
aur tu nay sub lutta diya
aik lumhay ki tarhan
guzr gaya taira
aik lumha
tu tha sirf
aik lumha.
Comments
Post a Comment